Are wo dene wala
Aaye jab dene pe to
Kise kya de de kahan
Koi jaane na
Hume na aaye nazar
Hume wo dekhe magar
Zamana maane ise
Chahe maane na
Are wo dene wala
Aaye jab dene pe to
Kise kya de de kahan
Koi jaane na
Hume na aaye nazar
Hume wo dekhe magar
Zamana maane ise
Chahe maane na
Ho rama ho rama ho rama
Ho rama ho rama ho rama
Ha upar wale ki hai
Tijori bahot badi
Sonr chandi se bhari
Heere moti se jadi
Chand suraj ke taale
Sitaro ki hai kadi
Mahobbat dil pe likhe
Koi jaadu ki chadi
Kise wo chhu le kahan
Kon ghadi koi jaane na
Are wo dene wala
Aaye jab dene pe to
Kise kya de de kahan
Koi jaane na
Hume na aaye nazar
Hume wo dekhe magar
Zamana maane ise
Chahe maane na
Ho rama ho rama ho rama
Ho rama ho rama ho rama
Are naadan hai hum
Hume pahechan kahan
Ban ke insaan mile
Kabhi bhagwan yahan
Kabhi anjaane pe hi
Bina maange hi hume
Laakho ka dhaan mile
Wo hi kangal kare
Wo malamaal kare
Wo hi dukh door kare
Wo hi khus haal kare
Banaye baat wohi
Saware kaam wo hi
Na chae sab ko yahan
Sab wo shaam wo hi
Use manjoor hai wo
Hota hai wo koi jaane na
Are wo dene wala
Aaye jab dene pe to
Kise kya de de kahan
Koi jaane na
Hume na aaye nazar
Hume wo dekhe magar
Zamana maane ise
Chahe maane na
Ho rama ho rama ho rama
Ho rama ho rama ho rama
Jodi bani rahe
Apne daatao ki
Bhagya vidhatao ki
Jodi bani rahe
Khaki kasam ki khaki
Har subh kaam kare
Janam safal ho apna
Jag mein naam kare
Prem ki ye bagiya
Nish din phoole phale
Daya drishti se inki
Apni rozi chale
Kya chamtkar kiya maar diya
Koi jaane na
Are wo dene wala
Aaye jab dene pe to
Kise kya de de kahan
Koi jaane na
Hume na aaye nazar
Hume wo dekhe magar
Zamana maane ise
Chahe maane na
Ho rama ho rama ho rama
Ho rama ho rama ho rama
Ho rama ho rama ho rama
Ho rama ho rama ho rama.
Mohammed Rafi
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Anjaan, Asha Bhosle, Suresh Wadkar
Anjaan, Asha Bhosle
Anjaan, Asha Bhosle
Anjaan, Bappi Lahiri, Sharon Prabhakar
Anjaan, Asha Bhosle