Are re dil kho gaya
Dhundu kaha, dhundu kaha ae dilruba
Ho gaya haye haye ye kya ho gaya
Dekho apni rahi kya rakha is freb me
Dhokha bar bar ka
Kyo karte ho dhong pyar ka
Dil kho gaya
Mushkil ki raat me rahta tha sath me
Mera dil bhola bhala
Dil tha kis baat pe nikala kyu hath se
Toba kahi kuch ghotala
Dam bhar mai sapno me kho gaya
Itne me dil par ho gaya
Ye to dunia ka asul hai
Choti si bhul vo bhul hai
Dil kho gaya
Dhundu kaha, dhundu kaha ae dilruba
Haye haye ye kya ho gaya
Gum hai din raat ka itni si baat ka
Mera vo dil tha tumhara
Mera khayal hai meri misaj pe
Dhar pe jhuka hai bechara
Mera bigada haal dekhiye
Bahki bahki chaal dekhiye
Sisa le ke sakal dekhiye
Mil jaye to akal dekhiye
Dil kho gaya
Dhundu kaha, dhundu kaha ae dilruba
Haye haye ye kya ho gaya
Anjani raah par khud se vo bekhabar
Firta tha aksar awara
Ale ale ale
Vo nadan tha jag se anjan tha
Jata kaha besahara
Sayad usko sath mil gaya
Chhup ke vo mumbai chal gaya
Mumbai vo kis liye jaye ga
Kon usko actor banaye ga
Dil kho gaya
Dhundu kaha, dhundu kaha ae dilruba
Haye haye ye kya ho gaya
Haye haye ye kya ho gaya
Dekho apni rahi kya rakha is freb me
Dhokha bar bar ka
Kyo karte ho dhong pyar ka
Dil kho gaya.
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Suman Kalyanpur
Subir Sen, Suman Kalyanpur
Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Mohammed Rafi