Aur kaha aawaz lagaye dukhyaro ki toli
Aur kaha aawaz lagaye dukhyaro ki toli
Aaya tumre dawar jo bhar gayi uski jholi
Baba sai baba, baba sai baba
Baba sai baba, baba sai baba
Bhagwan tum nahi
Magar bhagawn tumre sath hai
Sun lo git nirdosh ka
Jeevan tumhare hath hai
Bhagwan tum nahi
Magar bhagawn tumre sath hai
Sun lo git nirdosh ka
Jeevan tumhare hath hai
Aur tumhara hath baba,
Aur tumhara hath baba,
Samjhe dukh ki boli
Aaya tumre dawar
Jo bhar gayi uski jholi
Baba sai baba, baba sai baba
Baba sai baba, baba sai baba
Ho jiske shahayak tum wo to
Takdir se bhi na har sake
Tum jinke rakhwale ho
Unko mot kabhi na mar sake
Ho jiske shahayak tum wo to
Takdir se bhi na har sake
Tum jinke rakhwale ho
Unko mot kabhi na mar sake
Jeevan dhage mein jo padi thi
Jeevan dhage me jo padi thi
Ganth wo tumne kholi
Aaya tumre dawar
Jo bhar gayi uski jholi
Baba sai baba, baba sai baba
Baba sai baba, baba sai baba
Baba sai baba, baba sai baba
Tumhri daya ki chhao mein
Tufan sare tal gaye
Andhiyari rat dhal gayi
Kirno ke dip jal gaye
Tumhri daya ki chhao mein
Tufan sare tal gaye
Andhiyari rat dhal gayi
Kirno ke dip jal gaye
Aur sawera khel raha
Hai sato rang ki holi
Aaya tumre dawar
Jo bhar gayi uski jholi
Baba sai baba, baba sai baba
Baba sai baba, baba sai baba
Baba sai baba, baba sai baba
Baba sai baba, baba sai baba
Baba sai baba, baba sai baba.
Jolly Mukherjee, Udit Narayan
Amit Kumar, Sadhana Sargam
Amit Kumar