Haathon mein
Mere jo rang hai
Ye rang hai lahu
Ka jo dhulta nahi
Aankhon mein bhi
Nami ab kuch kam hai
Na hai khushi aur
Na hi gham hai
Ladte bikharte hoon
Pahauncha yahan
Aurangzeb har dushman ko
Dhoondha khud ko khoya
Aurangzeb aurangzeb
Mar maar ke hoon
Main jiya aurangzeb
Karna tha jo maine
Bas woh kiya
Haathon mein
Mere jo rang hai
Ye rang hai lahu
Ka jo dhulta nahi
Aankhon mein bhi
Nami ab kuch kam hai
Na hai khushi aur
Na hi gham hai
Ladte bikharte hoon
Pahauncha yahan
Aurangzeb har dushman ko
Dhoondha khud ko khoya
Aurangzeb aurangzeb
Mar maar ke hoon
Main jiya aurangzeb
Karna tha jo maine
Bas woh kiya.
K. Mohan
Keerthi Sagathia
Ram Sampath, Sasheh Aagha