O dilrubaa kahaan tak
Zulm-o-sitam sahenge
O dilrubaa kahaan tak
Zulm-o-sitam sahenge
O dilrubaa kahaan tak
Kitaab-e-ishq mein
Likhhi hain aur hi baaten
Kitaab-e-ishq mein
Likhhi hain aur hi baaten
Kitaab-e-ishq mein
Likhhi hain aur hi baaten
Kitaab-e-ishq mein
Likhhi hain aur hi baaten
O ishq ke deewaane
O husn ke parwaane
O ishq ke deewaane
O husn ke parwaane
Ham bhi to sunen aakhir
Kyaa hain tere afsaane
Ham bhi to sunen aakhir
Kyaa hain tere afsaane
Jab daastaan-e-ulfat
Aashiq bayaan karenge
Jab daastaan-e-ulfat
Aashiq bayaan karenge
Phir aansuon ke dariyaa
Har aankh se bahenge
Phir aansuon ke dariyaa
Har aankh se bahenge
O dilrubaa kahaan tak
Zulm-o-sitam sahenge
O dilrubaa kahaan tak
O dilrubaa kahaan tak
Zulm-o-sitam sahenge
O dilrubaa kahaan tak
Mujhe yaqeen hai
Meri mohabbat mein
Jhoothhi qasmen uthaa rahi ho
Mujhe yaqeen hai
Meri mohabbat mein
Jhoothhi qasmen uthaa rahi ho
Idhar main aansoo
Bahaa rahaa hoon
Udhar tum aansoo bahaa rahi ho
Idhar main aansoo
Bahaa rahaa hoon
Udhar tum aansoo bahaa rahi ho
O dilrubaa kahaan tak
Zulm-o-sitam sahenge
O dilrubaa kahaan tak.
Kundan Lal Saigal, Pahadi Sanyal
Kundan Lal Saigal
Rajkumari Dubey
Kishore Kumar, Mohammed Rafi
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Kishore Kumar
Chorus, Kishore Kumar
Lata Mangeshkar
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lata Mangeshkar