Aye mere dost dosti ki kasam
Dost dosti ki kasam
Aye mere dost dosti ki kasam
Dost dosti ki kasam
Chahe duniya uthaye lakh sitam
Phir bhi hum dosti nibhayenge
Hum teri dosti nibhayenge
Tujhko bhi yaar dosti ki kasam
Dhup ho chhav ho khushi ho ya gham
Phir bhi hum dosti nibhayenge
Hum teri dosti nibhayenge
Aye mere dost dosti ki kasam
Dost dosti ki kasam
Chahe duniya uthaye lakh sitam
Phir bhi hum dosti nibhayenge
Hum teri dosti nibhayenge
Tere hotho pe hai hasi meri
Meri aankho mein roshni teri
Kuchh na mera na kuchh tumhara hai
Jo bhi jaisa hai sab hamara hai
Log jalkar hume jalayenge
Phir bhi hum dosti nibhayenge
Aye mere dost dosti ki kasam
Chahe duniya uthaye lakh sitam
Phir bhi hum dosti nibhayenge
Hum teri dosti nibhayenge
Kya amiri hai kya garibi hai
Hum mile apni khush nashibi hai
Sabki aankho mein ek sawal hai hum
Dosti ki nayi misal hai hum
Thokre kha ke muskarayenge
Hum teri dosti nibhayenge
Aye mere dost dosti ki kasam
Chahe duniya uthaye lakh sitam
Phir bhi hum dosti nibhayenge
Hum teri dosti nibhayenge
Aye mere dost meri jaan hai tu
Yaar jag mein meri pahechan hai tu
Tu mera pyar meri chahat hai
Teri yaari hi meri daulat hai
Dosti ki mein aan rakhlunga
Tere kadmo pe jaan rakhdunga
Apani yaari ka nigehban hai tu
Dosti ki nirali shaan hai tu
Dosti ki nirali shaan hai tu
Jaano dil tujh pe waar jayenge
Hum teri dosti nibhayenge
Aye mere dost dosti ki kasam
Chahe duniya uthaye lakh sitam
Phir bhi hum dosti nibhayenge
Hum teri dosti nibhayenge.
S. P. Balasubrahmanyam
Kumar Sanu, Udit Narayan
Alka Yagnik
Alka Yagnik, S. P. Balasubrahmanyam
Vinod Rathod
Alka Yagnik, Mohammed Aziz, Udit Narayan