Ayodhya ayodhya
Hum chal pade ayodhya
Ayodhya ayodhya
Sach huwe sapane
Na jane kya kya hoga
Mere sapno jaisa hoga
To ghadi ghumao
Sab jaldi se aao
Hume le chalo aayodha
Ayodhya ayodha
Hume le chalo aayodha
Kya milenge shri ram
Aur maharani sita
Laxman sikhaye
Dhanushban chalana
Jaise ek yodha
Ramayan sunao sabko
Gaa gaa kar
Apne sitar ki taal per
Hanuman ki puchh se
Main khelunga
Aur ram ke vachno ka
Palan karunga
Ayodhya ayodhya
Hum chal pade ayodhya
Ayodhya ayodhya
Chale chalo ayodhya
Sadake sunahari hai
Sunahari hai
Manadir ki ghantiya
Sur vir raajao ke gun
Gaati hai saari ye duniya
Ajoobao ka des hai wo
Suraj ki tarah chamakate hai wo
Rang be rangi phool
Aur panchhi millate hai
Hari bhari ghansh ko dekh kar
Hatati nahi usase nazare
Ayodhya ayodhya
Hum chal pade ayodhya
Ayodhya ayodhya
Sach huwe sapane
Aur kitani door jana hai
Utani ho door jana hai
Are dekho dosto hum
Pahunch gaye pahunch gaye hai
Ayodhya ayodhya ayodhya
Ek adabhut lok
Ayodhya ayodhya ayodhya
Jaye hum log
Ayodhya ayodhya ayodhya
Ek adabhut lok.
Arnab Chakrabarty
Sunidhi Chauhan
Sunidhi Chauhan