Aashiq hoon main
Kaatil bhi hoon
Sabke diloon mein
Shaamil bhi hoon…
Aashiq hoon main
Kaatil bhi hoon
Sabke diloon mein
Shaamil bhi hoon
Aashiq hoon main
Kaatil bhi hoon
Sabke diloon mein
Shaamil bhi hoon
Dil ko churana
Neendein udana
Dil ko churana
Neendein udana
Bas yehi mera kasoor
Waadon se apne mukarta nahin
Marne se main kabhi darta nahin
Baadshah o baadshah
Baadshah e baadshah
Baadshah o baadshah
Baadshah…
Aashiq hoon main
Kaatil bhi hoon
Sabke diloon mein
Shaamil bhi hoon
Dil ko churana
Neendein udana
Dil ko churana
Neendein udana
Bas yehi mera kasoor
Waadon se apne mukarta nahin
Marne se main kabhi darta nahin
Baadshah o baadshah
Baadshah e baadshah
Baadshah o baadshah
Baadshah…
Chaaron taraf hain mere hi charche
Hoton pe hai bas mera naam
Rangoon bhari subha meri
Masti mein doobi hai meri shaam
Jhoothi khahani sachchi lagey
Aawargi mujhe aachi lagey
Nagmey sunana, sabko nachana
Bas yehi mera kasoor
Waadon se apne mukarta nahin
Marne se main kabhi darta nahin
Baadshah o baadshah
Baadshah e baadshah
Baadshah o baadshah
Baadshah…
Hai yeh mohabbat kamzori meri
Chaahat ki duniya pe mera raaj
Bas rab ke aage jhookta mera sar
Jhukte mere saamne tak to taj
Andaz mera sabh se judaa
Main baadshahon ka baadshah
Sapnay sajaana, hasna hasana
Bas yehi mera kasoor
Waadon se apne mukarta nahin
Marne se main kabhi darta nahin
Baadshah o baadshah
Baadshah e baadshah
Baadshah o baadshah
Baadshah
Aashiq hoon main
Kaatil bhi hoon
Sabke diloon mein
Shaamil bhi hoon
Dil ko churana
Neendein udana
Bas yehi mera kasoor
Waadon se apne mukarta nahin
Marne se main kabhi darta nahin
Baadshah o baadshah
Baadshah e baadshah
Baadshah o baadshah
Baadshah
Baadshah o baadshah
Baadshah e baadshah
Baadshah o baadshah
Baadshah…
Anu Malik
Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik
Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik
Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik
Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik, Shahrukh Khan