Baago mein khile hai
Kaise kaise phoolwa
Bulbul kyun nahi gaye
Baago mein khile
Hai kaise kaise phoolwa
Bulbul kyo nahi gaye
Ho o gana jo chahe
Wo hotho pe na aaye
Bulbul kaise gaye
Ho o gana jo chahe
Wo hotho pe na aaye
Bulbul kaise gaye
Gungun banwara kali kali
Se yun udh jaye kyun
Ye koi kyun dekhe
Ho o uthti girti lahar lahar
That se takraye kyun
Ye koi kyun soche
Ho o hua kya dekho
Na kya hoga socho na
Jo hoga hoga to kya
Baago me khile hai
Kaise kaise phoolwa
Bulbul kyun nahi
Bulbul kaise gaye
O jab ruthwayi chayi
Ghata to phir udh jaye kyun
Je koi kyu puche
Ho ek ek tara din mein
Ghum ho raat mein aaye kyun
Je koi kya samjhe
O hawa na aaye
To ghata na chaye
Na aaye na chaye to kya
Baago me khile hai
Kaise kaise phulwa
Bulbul kyo nahi gaye
Gana jo chahe wo
Hotho pe na aaye
Bulbul kaise gaye
Gana jo chahe wo
Hotho pe na aaye
Bulbul kaise gaye
Ek pal dhup to ek pal chaya
To ye mann bharmaye kyun
Ye baate ko jane
Chup chup kar
Ye khel jo khele
Najar na aaye kyun
Ye baate ko jaane
O mere sajaye
Tamashe dikhaye
Najar na aaye to kya
Baago mein khile hai
Kaise kaise phoolwa
Bulbul kyun nahi gaye
Ho o gana jo chahe
Wo hotho pe na aaye
Bulbul kaise gaye.
Asha Bhosle, S. P. Balasubrahmanyam
Asha Bhosle, S. P. Balasubrahmanyam
Lata Mangeshkar