Baansuriyaa
Baansuriyaa
Haay tut gayi man ki
Baansuriyaa
Haay tut gayi man ki
Wo jo geet wo jo geet
Nahin gaaye thhe maine
Haan bikhar gaye wo geet
Ik ik karke sunte sunte
Chali umariya beet
Ik ik karke sunte sunte
Chali umariya beet wo jo geet
Wo man ki man ki baansuriya
Haay tut gayi man ki
Kuchh sapne to in nainon se
Kuchh sapne to in nainon se
Aansoo bankar beh gaye
Aansoo bankar beh gaye
Aur kuchch sapne aasha bankar
Aur kuchch sapne aasha bankar
Khushiyaan dil mein reh gaye
Khushiyaan dil mein reh gaye
Man ke meet
Sudh budh bhooli tan ki
Sudh budh bhooli tan ki
Baansuriya baansuriya haay
tut gayi man ki.