Baar baar ansuon ne bhigoi nazar
Jaane kyu lut gaya aaj ka ye ghar
Aaj ka ye ghar
Baar baar ansuon ne bhigoi nazar
Jaane kyu lut gaya aaj ka ye ghar
Aaj ka ye ghar
Aaj khusio ke chaman mein
Kaisi ye aandhi chali
Aaj khushio ke chaman mein
Kaisi ye aandhi chali
Kyu tod di jhoko ne
Gum ke sakh se dil ki kali
Chal diya bag ba bhi
Kali rond kar
Jane kyu lut gaya
Aaj ka ye ghar
Aaj ka ye ghar
Aur koi chod jata
To na yu hota gila
Or koi chod jata
To na yu hota gila
Aye aasma ye to bata
Ye kis khata ki di saja
Kyu gaya apna hi dil mera tod kar
Janne kyu lut gaya
Aaj ka ye ghar
Aaj ka ye ghar
Gardisho mein waqt ki hai
Zindagi ke kafile
Gardisho mein waqt ki hai
Zindagi ke kafile
Dil se lagaya kal jinhe
Hai aaj unse fasle
Cha gaya andhkar
Ab main jau kidhar
Jaane kyu lut gaya
Aaj ka ye ghar
Aaj ka ye ghar
Aasuo ka jahar jo bhi
Muskurake pee gaya
Aasuo ka jahar jo bhi
Muskurake pee gaya
Kato se bhi uljha magar
Wo phool banke jee gaya
Ho gaya phir safal
Zindagi ka safar
Dekh lo ik nazar
Aaj ka ye ghar
Aaj ka ye ghar.
Adolf, Anuradha Paudwal
Anuradha Paudwal