Main teri kahlau
Tum mera kahlaye
Main teri kahlau
Tum mera kahlaye
Teri meri shaadi ho to
Baat ban jaye
Lekin baba
Lekin baba ghar walo
Ko kaun samjhaye
Teri meri shadi ho to
Baat ban jaye
Main tera kahlau
Tu meri kahlaye
Main tera kahlau
Tu meri kahlaye
Teri meri shadi ho to
Baat ban jaye
Lekin baba
Lekin baba ghar walo
Ko kaun samjhaye
Teri meri shadi ho to
Baat ban jaye
Baat ban jaye baat ban jaye
Sare spane pure honge
Ek din aisa aayega
Sare spane pure honge
Ek din aisa aayega
Pyar hamari raho mein
Khushiyo ke phoolo khilayega
Sahar se door hamara
Ek chhota sa pyara ghar hoga
Na duniya ka ghum hoga
Na hamko kisi ka dar hoga
Jo hamne socha hain
Wo sacha ho jaye
Teri meri shadi ho to
Baat ban jaye
Lekin baba
Lekin baba ghar walo
Ko kaun samjhaye
Teri meri shadi ho to
Baat ban jaye
Baat ban jaye baat ban jaye
Tere har ek ghum ko apni in
Aanhko mein chhupa lunga
Tere har ek ghum ko apni in
Aanhko mein chhupa lunga
Mujhse agar tu ruthegi to
Pal mein tujhe mana lunga
Shadi karte hi hum dono
Chand ki sair ko jayenge
Rang hawa barasyegi
Hum geet milan ke gayenge
Jo hamne socha hai
Wo sacha ho jaye
Teri meri shadi ho to
Baat ban jaye
Lekin baba
Lekin baba ghar walo
Ko kaun samjhaye
Teri meri shadi ho to
Baat ban jaye
Baat ban jaye baat ban jaye
Koi pyar ke phoolo ko
Khilne se rok nahin sakta
Koi pyar ke phoolo ko
Khilne se rok nahin sakta
Dilwalo ko milne se
Koi bhi rok nahin sakta
Hamne dil mein than liya hain
Har nahin ab manenge
Mere naam se hi duniya
Wale tujhko pahchanenge
Teri meri shadi ho to
Baat ban jaye
Lekin baba
Lekin baba ghar walo
Ko kaun samjhaye
Teri meri shadi ho to
Baat ban jaye
Baat ban jaye baat ban jaye.
Alka Yagnik, Kishore Kumar
Manhar Udhas
Sadhana Sargam