Nahi samjhi re tu ek sidha sawal
Samjhata hu mai tujhe dekar misal
Hey bat thi yaar ek ber ki
Bad ke ho gayi sawa sher ki
Arey bad ke ho gayi sawa sher ki
Bat thi yaar ek ber ki
Bad ke ho gayi sawa ser ki
Arey bad ke ho gayi sawa sher ki
Jaise kari se aam ban badne ke bad
Jaise badti hai gend hawa bharne ke bad
Jaise ek bund uthe liye mozo ki shan
Jaise ek bulbula bade gumbad saman
Jaise nikle hai bamb koi dharti ko fod
Jaise jwalamukhi uthe parwat ko tod
Jaise aanchal tale jale do do masal
Jaise badal ke bich do do chanda ke thal
Arey, jaise jaise chhoti dulhan
Nahi doli samaye
Waise gori ka ang nahi choli samaye
Hey bat thi yaar ek ber ki
Bad ke ho gayi sawa sher ki
Ha bad ke ho gayi sawa sher ki
Hai tere pas kya ye mere dil se puchh
Mere dil se nahi sari mahfil se puchh
Ye jo angdaiya leke tufa utha
Aye arey insa to kya devta dol jaye
Ghbarao nahi zara samjho hujur
Ye hai mola ki den ye hai data ka nur
Pade in pe nahi buri nazaro ki dhul
Ye hai puja ke fal, ye hai mandir ke phul
Arey dali o dali tan ki tere gulfisa ho gayi
Ari oo bawari tu jawa ho gayi
Bat samjhne me badi der ki
Bad ke ho gayi sawa sher ki
Arey bat samjhne me badi der ki
Bad ke ho gayi sawa sher ki
Ye bat thi yaar ek ber ki
Bad ke ho gayi sawa sher ki
Arey bad ke ho gayi sawa sher ki, ha.
Asha Bhosle, Kishore Kumar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)