Om shirdi ke dar pe jo bhakt aaya
Har dard mitaya meri nazar ne
Samadhi pe shees jhukaya jisne
Sai ne uski bigadi banai
Nashvar sharir ko maine choda
Phir bhi main dhoada bhakto ke khatir
Samadhi se meri mannat jo mangi
Safar karenge sraddha saburi
Main hu amar satya tu maan le
Vishwas kar le mere vachan par
Mere charan pe sharan jo aaya
Usi ne paya mera sahara
Pooja jo karte jis bhawana se
Aayenge vaise phal zindagi mein
Mere bharoshe rakh zindagani
Sai ki bani jaye na khali
Mann ki murade kar lo puri
Rahe na adhuri meri kripa se
Tan mann se jo ban gaya mera
Main rakhwara uss bhaktan ka
Sai kahe wohi he dhanya dhanya
Hua jo ananya mere charan pe
Om om om…
Anuradha Paudwal
Sonu Nigam
Bali Brahmbhatt
Asha Bhosle
Anup Jalota