Babul ki ladli bhaiya ki pyari
Chali praye desh re
Chali praye desh re
Mahndi rachao ri
Kangana pehnao re
Puchho re gori ke kesh re
Chali praye desh re
Babul ki ladli bhaiya ki pyari
Chali praye desh re
Chali praye desh re
Mann me chatak rahi nayi nayi kaliya
Aankhiya to dund rahi sajna ki galiya
Aankhiya to dund rahi sajna ki galiya
Jis angana me bachpan khela
Aaj wohi hai pardesh re
Chali praye desh re
Babul ki ladli bhaiya ki pyari
Chali praye desh re
Chali praye desh re
Gungata uthayenge
Jab aa ke sanwariya
Laaz ke mare jhuk
Jayenge najariya
Laaz ke mare jhuk
Jayenge najariya
Tu na kahe to
Kah degi aankhiya
Piya ke man ka sandesh re
Chali praye desh re
Babul ki ladli bhaiya ki pyari
Chali praye desh re
Chali praye desh re
Taro ki chhar jo hai baiya udhaye
Chaar pahar tori dholiya uthaye
Chaar pahar tori dholiya uthaye
Gale laga ke roye hai maiya
Beti chali hai pardesh re
Chali praye desh re
Babul ki ladli bhaiya ki pyari
Chali praye desh re
Chali praye desh re.
Mubarak Begum, Suman Kalyanpur
Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Suman Kalyanpur
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Usha Mangeshkar
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle