Baadalon pe paon rakh ke
Aasman ko choo liya
Jo kabhi kiya na tha
Woh aaj main ne kiya
Rahi na koi aarzoo
Paya hai main ne woh sukoon
Khwahishon ke haath mein
Somp di hai zindagi
Khoob hai khas hai
Ab khwab si hai zindagi
Ooohoho
Aise main ne dekhe raste ho
Jo na bane the mere vaaste ho
Ujalon ki thi os jin pe
Yeh hosh jin pe tha lapata
Mere haathon se
Dil jhootha asia
Mera na ho yeh
Ho begana jaise
Kabhi na sochi thi jo
Wohi hui hai thodi
Si nayi hai khata
Khwahishon ke haath mein
Somp di hai zindagi
Khoob hai khas hai
Ab khwab si hai zindagi
Ooohoho
Sawalon mein sau
Baatein jhagate ho
Khayalon se bhi
Aage bhagte ho
Guzaare ki jo main
Ne kar ke iqrar
Kar ke main ne yahan
Udane hain tabhi
Toh aasman hai
Yahin kahin pe
Aisa bhi jahan hai
Khayalon mein jo roz aaye
Jo roz jaye aisa jahan
Khwahishon ke haath mein
Somp di hai zindagi
Khoob hai khas hai
Ab khwab si hai zindagi
Ooohoho.
Nikhil D'Souza
Anupam Amod, Sunidhi Chauhan
Mohit Chauhan, Monali Thakur