Bade anadi sidhe sadhe ho sanam tum
Bhole bhale khade khade kya soch rahe ho
Deewane ho deewane
Bade anadi sidhe sadhe ho sanam tum
Bhole bhale khade khade kya soch rahe ho
Deewane ho deewane
Baitho baitho garam garam
Sofo ka matlab samjhau
Baitho baitho garam garam
Sofo ka matlab samjhau
Rup rang se kaise khela jata hai
Ye sikhlau
Tanhayi me bhi tum hamse begane ho
Bade anadi sidhe sadhe ho sanam tum
Bhole bhale khade khade kya soch rahe ho
Deewane ho deewane
Bade anadi sidhe sadhe ho sanam tum
Bhole bhale khade khade kya soch rahe ho
Deewane ho deewane
Kaho kabhi galo pe julfo ko lahrate dekha hai
Bolo na dekha hai kabhi
Kaho kabhi galo pe julfo ko lahrate dekha hai
Angaro ki pech pe nagan ko balkhate dekha hai
Kuch to samjho aise kya anjane ho
Bade anadi sidhe sadhe ho sanam tum
Bhole bhale khade khade kya soch rahe ho
Deewane ho deewane.
Asha Bhosle
Kishore Kumar
Kishore Kumar
Asha Bhosle, Kishore Kumar