Ankhon se bacha kar
Lo rakho chupa kar
Pyaar ko kabhi kisi ki nazar na lage
Chand ko chura kar
Mathe pe saja kar
Haule chalna raat ko khabar na lage
Sitar dhundh laaye hain
Andheron pe sajaye hain
Jaise diwali ki ho raat zindagi
Bade se sehar mein
Chhote chhote ghar mein
Itni yeh khushiyan bolo rakh de kahan
Pyaar muskurahat sapno ki hahat
Jo bhi chaha mil gaya
Bade se sehar mein
Chhote chhote ghar mein
Itni yeh khushiyan bolo rakh de kahan
Pyaar muskurahat sapno ki hahat
Jo bhi chaha mil gaya
Aaj kal ek nanhe mehmaaan se
Baatein karu khwaaabon mein
Dono kahaniyan banate
Jhoothi sacchi hai baatatein
Mene kal usse kaha
Yaar aab aa bhi jao ghar kabhi
Bheegne se kabhi na tum darna
Khushiyon ki hai barsatein
Sitar dhundh laaye hain
Andheron pe sajaye hain
Jaise diwali ki ho raat zindagi
Tin….
Jo bhi chaha mil gaya
Bade se sehar mein
Chhote chhote ghar mein
Itni yeh khushiyan bolo rakh de kahan
Pyaar muskurahat sapno ki hahat
Jo bhi chaha mil gaya
Hoooo
Ankhon se bacha kar
Lo rakho chupa kar
Pyaar ko kabhi kisi ki nazar na lage
Chand ko chura kar
Mathe pe saja kar
Haule chalna raat ko khabar na lage
Sitar dhundh laaye hain
Andheron pe sajaye hain
Jaise diwali ki ho raat zindagi
Bade se sehar mein
Chhote chhote ghar mein
Itni yeh khushiyan bolo rakh de kahan
Pyaar muskurahat sapno ki hahat
Jo bhi chaha mil gaya
Bade se sehar mein
Chhote chhote ghar mein
Itni yeh khushiyan bolo rakh de kahan
Pyaar muskurahat sapno ki hahat
Jo bhi chaha mil gaya..
Shankar Mahadevan
Anushka Manchanda, Baba Sehgal, Loy Mendonsa
Krishnan Nair Shantakumari Chitra (K.S. Chitra), Shankar Mahadevan