Bahot kat chuka hain safar hole hole
Bahot kat chuka hain safar hole hole
Buji ja rahi hain nazar hole hole
Jo baki bachi hain umar zindagi ki
Jo baki bachi hain umar zindagai ki
Kar legi tay wo dager hole hole
Bahot kat chuka hain safar hole hole
Buji ja rahi hain nazar hole hole
Bhula na sakege khuda na kabhi hum
Karm aapke aur sitam es jaha ke
Zamee pe bhi rahne ke kabil nahi the
Magar khawab dekhe hasi aasma ke
Hasi aasma ke
Udar chad nikla idar aap aaye
Udar chad nikla idar aap aaye
Zudayi ki hogi saher
Hole hole saher hole hole
Bahot kat chuka hain safar hole hole
Buji ja rahi hai nazar hole hole
Kate jo bhi pal aapse doaur raheke
Wo pal zindagi mein
Sitam the kaher the
Yaha aapke sang gujre jo lamhe
Wo lamhe to khushboo
Mein dube saher the
Dube saher the mite
Aaphi ki ibadat ye jaa
Mite aaphi ki ibadat ye jaa
Duaa layi itna asar hole hole
Asar hole hole
Bahot kat chuka hain safar hole hole
Buji ja rahi hain nazar hole hole
Jo baki bachi hain umar zindagi ki
Jo baki bachi hain umar zindgai ki
Kar legi tay wo dager hole hole
Bahot kat chuka hai safar hole hole
Buji ja rahi hai nazar hole hole.
Asha Bhosle, Prakash Mehra
Asha Bhosle, Prakash Mehra
Alka Yagnik, Suresh Wadkar
Asha Bhosle
Kishore Kumar