Bahut shukriya badi meherbani
Meri zindagi me hujur aap aaye
Kadam chum lun ya
Ke aankhe bicha du
Karun kya yeh meri
Samaj me na aaye
Bahut shukriya
Karun pesh tum ko
Najarana dil ka
Najarana dil ka
Karun pesh tum ko
Najarana dil ka
Najarana dil ka
Ke ban jaye
Koyi afasana dil ka
Khuda jane aisi
Suhani ghadi phir
Khuda jane aisi
Suhani ghadi phir
Meri zindagi me
Palat ke na aaye
Bahut shukriya
Badi meherbani
Meri zindagi me
Hujur aap aaye
Bahut shukriya
Khushi toh bahut hai
Magar yeh bhi gam hai
Magar yeh bhi gam hai
Ke yeh sath apna
Kadam do kadam hai
Magar yeh musafir
Duwa mangta hai
Magar yeh musafir
Duwa mangta hai
Khuda aapse phir
Kisi din milaye
Bahut shukriya badi meherbani
Meri zindagi me hujur aap aaye
Bahut shukriya
Mujeh dar hai mujh
Me gurur aana jaye
Lagu jhumne me
Surur aa na jaye
Surur aa na jaye
Kahi dil na meraa
Yeh tarif sun kar
Kahi dil na meraa
Yeh tarif sun kar
Tumhare bane
Aur mujeh bhul jaye
Bahut shukriya
Badi meherbani
Meri zindagi me
Hujur aap aaye
Kadam chum lun ya
Ke aankhe bicha du
Karun kya yeh meri
Samaj me na aaye
Bahut shukriya.
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi