Balle balle nazren
Tu mujhse ladaye
Haye haye dil kisi
Aur se lagaye
Vaada kare mujhse
Kisi aur se nibaye
Haye teri in adao
Se to rab hi bachaye
Balle balle nazren
Tu mujhse ladaye
Haye haye dil kisi
Aur se lagaye
Vaada kare mujhse
Kisi aur se nibaye
Teri in adao se to
Rab hi bachaye
Balle balle nazren
Tu mujhse ladaye
Ho gaya main badi
Badi aankho ka deewana
Par tera dil kisi
Aur ka deewana
Ho gaya main badi badi
Aankho ka deewana
Par tera dil kisi
Aur ka deewana
Tune mere pyar ko
Ab tak na pehchana
Maine tere liye
Kiya bairi ye jamana
Sonniye tu maan
Ja kahe thadapaye
Haye haye dil
Kisi se ladaye
Vaada kare mujhse
Auro se nibaye
Teri in adao se
To rab hi bachaye
Balle balle nazren
Tu mujhse ladaye
Aasiqo ko apne
Satana hai bura
Gairo ki gali mein
Haye jana hai bura
Aasiqo ko apne
Satana hai bura
Gairo ki gali mein
Haye jana hai bura
Husn ke jaal me
Fasana hai bura
Itne bhi nakhre
Dikhana hai bura
Kahe tu jite ji mujhko
Suli pe chadaye
Haye haye dil kisi
Aur se lagaye
Vada kare mujhse
Kisi aur se nibaye
Teri in adao se
To rab hi bachaye
Balle balle nazren
Tu mujhse ladaye
Haye haye dil kisi
Aur se lagaye
Vaada kare mujhse
Kisi aur se nibaye
Teri in adao se
To rab hi bachaye.
Alka Yagnik, Udit Narayan
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Sadhana Sargam
Alka Yagnik, Udit Narayan
Alka Yagnik, Kumar Sanu