Hum..hey..haa laa laa
Kahin sadiyon purani
Hai ye ik kahani tumko suna ni
Tumko suna ni
Dharti par swarg thaa
Khushiyon ka nagar thaa
Sab achha thaa
Kisi ka na dar thaa
Woh kaunsi jagah hai papa
Bali bali bali hartaf hariyaali
Bali bali bali jagmagati diwaali
Bali ki khaani tumko suna ni
Dharti par swarg thaa
Khushiyon ka nagar thaa
Sab achha thaa
Kisi ka na dar thaa
Bali bali bali hartaf hariyaali
Bali bali bali jagmagati diwaali
Bali ki khaani tumko suna ni
Rangda chudel ka khuni chhaya
Rangda chudel ka khuni chhaya
Saare bali par mandaraya
Bhoot pishacho ke sang milke bali ko
Narak banaya narak banaya
Aur is prakaar rangada se tang aakar
Bali ke rajkumaar aur nivaasio ne milke
Maha shakti shali varong se madaad mangi
Aur phir shuru hua varong rangda ke bich
Ek ghamashan bhayankar mahayudha
Lekin ant mein varong ki hi jeet huyi
Bas tab se varong bali ke devata bangaye
Aur aaj bhi bali mein varong ki puja ki jaati hain
Ye hain bali ye hain bali
Cheete se bhi tezz
Sher jaisi taqaat
Loomadi jaisa chalak
Aur mahaveer yodhha
Arjun arjun arjun arjun arjun bali ka rajkumar
Rankaushal mein honhaar arjun.
Sunidhi Chauhan
N/A
N/A