Baraste Pani Ka Maza - Gaddaar lyrics | Gaddaar - Baraste Pani Ka Maza lyrics

Baraste Pani Ka Maza is a hindi song from the 1995 movie Gaddaar. Baraste Pani Ka Maza singers are Alka Yagnik, Babul Supriyo. Baraste Pani Ka Maza composer is Nadeem Saifi, Shravan Rathod and Baraste Pani Ka Maza lyricist or song writer is Sameer. Baraste Pani Ka Maza music director is Nadeem Saifi, Shravan Rathod. Baraste Pani Ka Maza features Sunil Shetty, Sonali Bendre, Harish Kumar. Baraste Pani Ka Maza director is and the producer is . The audio of Baraste Pani Ka Maza song was released on 9th June, 1995 by Venus Records. Baraste Pani Ka Maza YouTube video song can be watched above.


Baraste pani ka maza kuch aur hoga
Baraste pani ka maza kuch aur hoga
Zindgani ka maza kuch aur hoga
Kyu ke main teri zindagi mein aa gaya hu
Kyu ke main teri zindagi mein aa gaya hu


Baraste pani ka maza kuch aur hoga
Zindgani ka maza kuch aur hoga
Kyu ke main teri zindagi mein aa gayi hu
Kyu ke main teri zindagi mein aa gayi hu
Baraste pani ka maza kuch aur hoga


Pehle bhi khushiyo ke mele the
Lekin aye saathi hum akele the
Pehle bhi khushiyo ke mele the
Lekin aye saathi hum akele the
Khushbu ke jhoke the angdayi thi
Chaaro taraf lekin tanhayi thi
Na tanhayi hai na dil mein koi pyas hai
Na tanhayi hai na dil mein koi pyas hai
Mera dilbar mera saathi mere pass hai
Baraste pani ka maza kuch aur hoga
Zindgani ka maza kuch aur hoga
Kyu ke main teri zindagi mein aa gayi hu
Kyu ke main teri zindagi mein aa gaya hu
Baraste pani ka maza kuch aur hoga


Dil ki gali mein aake jana na
Mujhko kabhi bhi tum bhulana na
Dil ki gali mein aake jana na
Mujhko kabhi bhi tum bhulana na
Teri ada pe lut jaunga
Zulfon ke saye saye gaunga
Tere in haatho mein ab to mera haath hai
Tere in haatho mein ab to mera haath hai
Tera mera saathi jiwan bhar ka saath hai
Baraste pani ka maza kuch aur hoga
Zindgani ka maza kuch aur hoga
Kyu ke main teri zindagi mein aa gaya hu
Kyu ke main teri zindagi mein aa gayi hu
Zindgani ka maza kuch aur hoga
Kyu ke main teri zindagi mein aa gaya hu
Kyu ke main teri zindagi mein aa gayi hu.



Movie/album: Gaddaar
Singers: Alka Yagnik, Babul Supriyo
Song Lyricists: Sameer
Music Composer: Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Music Director: Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Music Label: Venus Records
Starring: Sunil Shetty, Sonali Bendre, Harish Kumar
Release on: 9th June, 1995
1. Who is the music director of the song Baraste Pani Ka Maza
Ans: Baraste Pani Ka Maza song music director is Nadeem Saifi, Shravan Rathod
2. Who is/are the singer/singers of the song Baraste Pani Ka Maza
Ans: Baraste Pani Ka Maza song singers are Alka Yagnik, Babul Supriyo
3. Who is the Composer of the song Baraste Pani Ka Maza
Ans: Baraste Pani Ka Maza song composer is Nadeem Saifi, Shravan Rathod
4. Who is the Lyricist of the song Baraste Pani Ka Maza
Ans: Baraste Pani Ka Maza song lyricist is Sameer
5. What is the movie of the song Baraste Pani Ka Maza
Ans: Baraste Pani Ka Maza song is from Gaddaar
6. Who wrote the song Baraste Pani Ka Maza
Ans: Baraste Pani Ka Maza song is written by Sameer

Find other songs in - Gaddaar

1
Humne Dhundha Tujhe

Lata Mangeshkar

2
Tu Gaddar Sahi

Mohammed Rafi

3
Dil Mera Kehta Hai

Bali Brahmbhatt, Kumar Sanu, Sapna Mukherjee

4
Mohabbat Woh Karega

Kumar Sanu, Sadhana Sargam, Udit Narayan

5
Beta Apni Maa Se Kabhi

Roop Kumar Rathod, Udit Narayan

6
Tumse Milne Ko

Alka Yagnik, Kumar Sanu

7
Aaj Kal Ki Nahin

Kumar Sanu, Sonu Nigam