Ehsaano thale bebas
Si hai ye hawaaye
Ghul rahi hai saanson me
Jaise zeher si hawaaye
Ehsaano tale bebas
Si hai ye hawaaye
Ghul rahi hai saanso me
Jaise zeher si hawaaye
Bemaani si zindagi
Ji rahe hai ham
Hai raat si har khushi hai
Barham hai ham
Barham hai ham
Barham hai ham
Barham hai ham
Barham hai ham
Agar gunaahgaar hoo mai
Mujrim nahi tu bhi kum
Khaamosh mai bhi dekhoon
Chup tu bhi dekhe sitam
Tu to bhala dara khuda
Kyun hai bebas tu aise
Tu bhi vahi ma bhi vahin
Dono mitti ke jaise
Toote hai is dil
Ke saare bharam
Barham hai ham
Theraate jaa rahe sitam
Barham hai ham
Sehera na hota ye khatam
Barham hai ham
Tera sawaare hai bharam
Barham hai ham
Kyun bekhabar hai aise
Khudh ke jahaan se hi tu
Tera likha na bhaaye
Sunle khuda abh ye tu
Mann ye mera mujhse kahe
Dur chalde yahan se
Na ho koii naata tere
Dard ke is jahaan se
Toote hain saare beroharam
Barham hai ham
Theraate ja rahe sitam
Barham hai ham
Sehera na hota ye khatam
Barham hai ham
Tera sawaare hai bharam
Tujhse kya chupa
Tu to hai khuda
Insaan ban ke dekh
Barham hai ham
Jine ke liye
Marte ham rahen
Tu bhi mar ke dekh
Barham hai ham
Khuda jo ho hame
Tere sang karlu lakir
Nahi banu mera khuda
Sabh ho meri dalile
Chaahun na abh tere
Rahem o karam
Ehsaano thale ghul
Rahi hai saanson me.
Sunidhi Chauhan
Toshi Sabri
Shreya Ghoshal
Sonu Nigam
Rishabh Srivastava