Bata ae aasman mai ab jau kaha
Mujhe jine nahi deta tera zalim jaha
Bata ae aasman mai ab jau kaha
Mujhe jine nahi deta tera zalim jaha
Bata ae aasma
Khushi ki chhav mangi
Gam ka dera hi mila mujhko
Khushi ki chhav mangi
Gam ka dera hi mila mujhko
Ujale ki tamana ki andhera hi mila mujhko
Bhatakta hi rahega kya ye mera karva
Mujhe jine nahi deta tera zalim jaha
Bata ae aasman mai ab jau kaha
Mujhe jine nahi deta tera zalim jaha
Bata ae aasma
Hajaro dukh utha dale
Nahi shikve kiye maine
Hajaro dukh utha dale
Nahi shikve kiye maine
Bahut aaho ko roka hai
Bahut aansu piye maine
Sitam lakho sahe phir bhi
Nahi khali zaba
Mujhe jine nahi deta tera zalim jaha
Bata ae aasman mai ab jau kaha
Mujhe jine nahi deta tera zalim jaha
Bata ae aasma
Barasti hai ghata gam ki
Mere arman jalte hai
Barasti hai ghata gam ki
Mere arman jalte hai
Teri rahmat ke saye me
Tere insan jalte hai
Kahi aandhi kahi tufa
Kahi par bijliya
Mujhe jine nahi deta tera zalim jaha
Bata ae aasman mai ab jau kaha
Mujhe jine nahi deta tera zalim jaha
Bata ae aasma.
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Sudha Malhotra
Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Talat Mahmood
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Rafi