Idhar jo baithe chhod du unko
Uthar jo baithe mod du unko
Beech waale are beech waale
Beech waale saiyyaan pe
Pad gayi nazariya
Lad gayi najariya
Ad gayi najariya
Beech waale saiyyaan pe
Pad gayi nazariya
Lad gayi najariya
Ad gayi najariya, beech waale
Ham aaye the idhar dil ko bahelane
Tum to chali ho hamse dil ko takarane
Idhar hai husn ki shama
Uthar hai parwane
Hamto karate hai meri jaan
Ek tir se do do nishane
Is liye to kaheti hun
Beech waale haay
Beech waale saiyyaan pe
Pad gayi nazariya
Lad gayi najariya
Ad gayi najariya, beech waale
Tujhko dekha mohabbat ho gayi hai
Jawani khubsurat ho gayi hai
Ni chahvar kar du apani zindagi ko
Mujhko teri jarurat ho gayi hai
Aa aa…
Jee chahata hai badhakr
Tere daman ko tham lun
Na baba na
Jalwo ki bhikh mangu
Nazar ka salam lun, achha
Cahere ki subah dekhu
Ya zulfo ki sham lun
Har chiz khubsurat hai
Kis kis ka naam lun
Suna apane huzur
Beech waale haay
Beech waale saiyyaan pe
Pad gayi nazariya
Lad gayi najariya
Ad gayi najariya, beech waale
Aadye mangata hai dekhe janab
Wafaye mangata hai dekhe janab
Tere liye sambhal rakhi hai
Nighae mangata hai leke janab
Aa aa…
Jawan hai to duniya
Teri jid karegi aa aa
Nazar teri hazaro ko
Sahid karegi ha ha
Ulfat meri sada yahi
Umid karegi kya
Kis din gale tu mil ke
Meri jid karegi wah wah
Chal jhutha kahi ka
Beech waale haay
Beech waale saiyyaan pe
Pad gayi nazariya
Lad gayi najariya
Ad gayi najariya, beech waale
Tumne mujhse kiya jo wada hai
Kitna sundar kitna sada hai
Aaha
Maine dil dil tere me rakh diya hai
Bol ab tera kya irada hai
Tu hukam de chamkate
Sitaro ko tod du, acha
Parwat ka sir jhuka du
Nadiyo ko moad du mere liye
Purab ke har nazare
Paschhim se joad du
Arey arey arey
Tu chahe to main
Sise se pathar ko tod du
Wah wah kya baat hai
Beech waale
Haan beech waale saiyyaan pe
Pad gayi nazariya
Lad gayi najariya
Ad gayi najariya, beech waale.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Pramodini Desai
Lata Mangeshkar
Sandhya Mukhopadhyay
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Talat Mahmood
Lata Mangeshkar
Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Sandhya Mukhopadhyay
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Meenu Purushottam, Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Asha Bhosle, Meenu Purushottam, Usha Mangeshkar