Ho bahti hui dhara
Ho bahti hui dhara mai bhi
Teri tarah bekal chanchal
Teri tarah bekal chanchal
Dhundhu koi kinara mai bhi
Dhundhu koi kinara
Ho bahti hui dhara
Tu ek pal jo mere pas thahre
Mai aap biti sunau
Mai mera hasta hua gaw chod ke
Pardesh me din bitau
Tera mera dono ka ram sahara
Tera mera dono ka ram sahara
Ke mai bhi teri tarah
Bekal chanchal dhundhu koi kinara
Ho bahti hui dhara
Phul hasi khusbu hawa me bikhre
Hasne ko karte ishare
Kahe jhuk jhuk ke ye ped podhe
Aa pas aaja hamare
Apni taraf khiche hai har najara
Apni taraf khiche hai har najara
Ke mujhe karna laga pagal pagal
Karna laga pagal pagal mausam ye matwara
Ho bahti hui dhara
Tu jaise sagar ki baho me jake
Rashte ke dukh bhul jaye
Ho mai bhi kho jaungi usko pake
Apna mujhe jo banaye
Jane kab jagega bhag hamara
Jane kab jagega bhag hamara
Ke mai bhi teri tarah
Bekal chanchal dhundhu koi kinara
Ho bahti hui dhara
Ho bahti hui dhara mai bhi
Teri tarah bekal chanchal
Teri tarah bekal chanchal
Dhundhu koi kinara mai bhi
Dhundhu koi kinara
Ho bahti hui dhara.
Lata Mangeshkar, Vijay Yesudas
Lata Mangeshkar, Vijay Yesudas
Asha Bhosle