Jab jab attyachar badhe
Ek masiha aaye
Karke nash papi
O ka shurvir kehlaye
Tu insaan hai insaano se
Kyun nafarat karta hai
Jaane tu kis aag me
Har pal jalta hai
Tu insaan hai insaano se
Kyun nafarat karta hai
Jaane tu kis aag me
Har pal jalta hai
Kya lekar tu aaya tha,
Kya lekar tu jayega
Bhaag kaha tak bhagega,
Bhaag kaha tak bhagega
Kar ke khun masumo ka
Shurvir kehlane wale
Chhoti chhoti baato par
Nirbal ko behlane wale
Kar ke khun masumo ka
Shurvir kehlane wale
Chhoti chhoti baato par
Nirbal ko behlane wale
Aaj hoga wo wakt kal ko
Ye jag chhota pad jayega
Bhaag kaha tak bhagega,
Bhaag kaha tak bhagega
Na ravan ka ghamand chala,
Na chala kans ka pap yaha
Sunle tu bhi aeye bande hoga
Yahi tera haal yaha
Na ravan ka ghamand chala,
Na chala kans ka pap yaha
Sunle tu bhi aeye bande hoga
Yahi tera haal yaha
Ab papo se darta hai
Wo apne bando ko nizam
Bhaag kaha tak bhagega aa aa
Bhaag kaha tak bhagega aa aa
Bhaag kaha tak bhagega.
Anwar Hussain
Rajeev Khan
Rajeev Khan
Babul Supriyo