Ye rista nahi khun ka
Ye rista hai pyar ka bahna
Hum ko tumse pyar nahi
Ab kaha hai phir mat kahna
Jan gayi ha jan gayi
Man gayi ha man gayi
Jan gayi ha jan gayi
Man gayi ha man gayi
Kitna sunder kitna pyara
Ye sara sansar hai
Is sansar mein sabse
Pyara bhai bahan ka pyar hai
Kitna sunder kitna pyara
Ye sara sansar hai
Is sansar mein sabse
Pyara bhai bahan ka pyar hai
Preet hamari chut nahi sakti
Ye kachi dor nahi
Jis din hum tumko na dekhe
Us din hoti bhor nahi
Preet hamar ichut nahi sakti
Ye kachi dor nahi
Jis din hum tumko na dekhe
Us din hoti bhor nahi
Na babul na mayya
Mera tum bin koi or nahi
Na babul na mayya
Mera tum bin koi or nahi
Sabse jyada rab se
Jyada mujhe tum pe etbar hai
Is sansar mein sabse
Pyara bhai bahan ka pyar hai
Kitna sunder kitna
Pyara ye sara sansar hai
Is sansar me sabse
Pyara bhai bahan ka pyar hai
Yuhi hasti gati rahe
Tu rab se roj dua mange
Apni khusiya tujhko du
Tujhse har dukh tera mangu
Yuhi hasti gati rahe
Tu rab se roj dua mange
Apni khusiya tujhko du
Tujhse har dukh tera mangu
Soch rahi hu aj ke din mai
Tum dono se kya mangu
Soch rahi hu aj ke din mai
Tum dono se kya mangu
Teri kasam tu jan bhi mange
To kisko inkar hai
Is sansar mein sabse
Pyara bhai bahan ka pyar hai
Kitna sunder kitna
Pyara ye sara sansar hai
Is sansar mein sabse
Pyara bhai bahan ka pyar hai
Diwali mein deep jalaye
Sang rang khel holi mein
Bichad na jana tum mujhse
Jeevan ki ankh micholi mein
Diwali mein deep jalaye
Sang rang khel holi mein
Bichad na jana tum mujhse
Jeevan ki ankh micholi men
Bichadenge par pahle tujhko
Bithlayenge doli mein
Bichadenge par pahle tujhko
Bithlayenge doli mein
Bane tu dulhan bas us
Din ka hamko intzaar hai
Is sansar mein sabse
Pyara bhai bahan ka pyar hai
Kitna sunder kitna
Pyara ye sara sansar hai
Is sansar mein sabse
Pyara bhai bahan ka pyar hai.
Lata Mangeshkar, Mohammed Aziz
Lata Mangeshkar
Amit Kumar
Alka Yagnik, Shabbir Kumar
Lata Mangeshkar
Amit Kumar, Mohammed Aziz
Lata Mangeshkar, Mohammed Aziz