Bhare hai aankh mein aansu
Khushi gham hoti jaati hai
Wo kya bichhde hai hamse
Zindagi kam hoti jati hai
Bhare hai aankh mein aansu
Khushi gham hoti jaati hai
Wo kya bichhde hai hamse
Zindagi kam hoti jati hai
Bhare hai aankh mein aansu
Kaha jaye kidhar jaye
Nigaho mein andhera hai
Kinara hath aaya tha
Ke phir toofan ghera hai
Tamanna zindagi ki ab
To dil mein soti jati hai
Bhare hai aankh mein
Muqaddar ban ke bigda hai
Gila duniya se kya kije
Hamara dil dhadakta hai
Zara aawaz to dije
Tumhara naam le le kar
Mohabbat roti jati hai
Bhare hai aankh mein
Khushi gham hoti jaati hai
Wo kya bichhde hai hamse
Zindagi kam hoti jati hai
Bhare hai aankh mein aansu.
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Suman Kalyanpur