Bhatake huye musafir
Manzil ko dhundhate hai
Dil kho gayaa hamaara
Ham dil ko dhundhate hai
Wo paas nahin majboor hai dil
Ham aas lagaaye baithe hain
Ummeed bhare armaanon kaa
Toofaan chupaaye baithe hain
Jaao ke wohi bedard ho tum,
Jaao ke wohi bedard ho tum,
Waadon ka jinhe kuchh khaas nahin
Jaao ke wohi bedard ho tum,
Waadon ka jinhe kuchh khaas nahin
Ham hain ke tumhaare waadon par
Duniya ko bhulaaye baithe hain
Wo paas nahin majboor hai dil
Ham aas lagaaye baithe hain
Barbaad hai dil ujdaa hai chaman
Berang huyi phoolon ki khaban
Barbaad hai dil ujdaa hai chaman
Berang huyi phoolon ki khaban
Bekaar ulajhte kaanton se
Daaman ko bachaaye baithe hain
Wo paas nahin majboor hai dil
Ham aas lagaaye baithe hain.
Rajkumari Dubey
Lata Mangeshkar
Talat Mahmood
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar