Bheega hua daman hai
To aankhon mein hai pani
Duniya ise kehti hai
Gareebo ki kahani
Gareebo ki kahani
Bheega hua daman hai
To aankhon mein hai pani
Duniya ise kehti hai
Gareebo ki kahani
Gareebo ki kahani
Aasu to nikalte hai
Nikalte nahi armaan
Nikalte nahi armaan
Aasu to nikalte hai
Nikalte nahi armaan
Nikalte nahi armaan
Kyu tune hume de di
Gareeboi mein jawani
Duniya ise kehti hai
Gareebo ki kahani
Gareebo ki kahani
Chehro pe dikhave ki hasi
Nichi nigahe nichi nigahe
Chehro pe dikhave ki hasi
Nichi nigahe nichi nigahe
Ek yeh bhi hai dukh dard ke
Maro ki nishani
Duniya ise kehti hai
Gareebo ki kahani
Gareebo ki kahani
Main bhi hoon usi bag ki
Roti huyi bulbul
Roti huyi bulbul
Main bhi hoon usi bag ki
Roti huyi bulbul
Roti huyi bulbul
Jis bag mein hasne ko
Tarsti hai jawani
Duniya ise kehti hai
Gareebo ki kahani
Gareebo ki kahani
Bheega hua daman hai
To aankhon mein hai pani
Duniya ise kehti hai
Gareebo ki kahani
Gareebo ki kahani.
Zohrabai Ambalewali
Shiv Dayal Batish
Shamshad Begum
Lata Mangeshkar, Shamshad Begum
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Husnlal Batish, Lata Mangeshkar
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)