Bheegi bheegi hawa
Hai kali kali ghata hai
Ghata pe to shak ho
Sakta hai tum pe nahi ho
Bheegi bheegi hawa
Hai kali kali ghata hai
Ghata pe to shak ho
Sakta hai tum pe nahi ho
Dil deewane deewaro
Ko tod ke bhi mil jate hai
Jab phoolo ko khilna ho to
Patjhad mein bhi
Khil jaye hai aisa hua hai
Aisa ho ye dua hai
Dua pe to shak ho
Sakta hai tum pe nahi ho
Is dunia se darke jisne
Yar ka daman chod diya
Wo harjai kahlaya hai
Jisne wada tod diya hai
Aashiko se suna hai
Chahat wafa hai
Wafa pe to shak ho
Sakta hai tum pe nahi ho
Ghata pe to shak ho sakta hai
Tum pe nahi ho
Waqt pe apne din dhalta hai
Waqt pe chand nikalta hai
Koi to hai is parde mein
Kaun ishare karta hai
Koi jadu hai kya hai
Kahte hai khuda hai
Khuda pe to shak ho
Sakta hai tumpe nahi
Tumpe nahi.
Akbar Khan Peshawari
Lata Mangeshkar, Sushma Shrestha (Poornima)
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Mahendra Kapoor
Mohammed Rafi