Bheegi bheegi raaton mein,
Meeti meeti baaton mein
Aise barsaaton mein kaisa lagtaa hai?
Aisa lagtaa hai tum banke baadal,
Mere badan ko bhigoke
Mujhe chhed rahe ho ho o
Chhed rahe ho
Chhed rahe ho
Aisa lagtaa hai tum banke baadal,
Mere badan ko bhigoke
Mujhe chhed rahe ho ho o
Chhed rahe ho
Chhed rahe ho
Ambar khele holi ui ma
Bheegi mori choli hamjoli hamjoli
Ambar khele holi ui ma
Bheegi mori choli hamjoli hamjoli
O paani ke is rele mein
Saavan ke is mele mein
Chhat pe akele mein
Kaisa lagtaa hai
Aisa lagtaa hai tum banke ghata
Apne sajan ko bhigoke khel khel rahi ho o
Khel rahi ho
Aisa lagtaa hai
Tum banke baadal mere badan ko bhigoke
Mujeh chhed rahe ho chedd rahe ho
Barakha se bachhalun tujeh
Seene se lagaa loon
Aa chhupaalun aa chhupaalun
Barakha se bachhalun tujeh
Seene se lagaa loon
Aa chhupaalun aa chhupaalun
Dil ne pukara dekho rut ka ishaara dekho
Uf ye nazara dekho
Kaisa lagtaa hai, bolo?
Aisa lagtaa hai kuchh ho jayega
Mast pavan ke ye jhoke
Saiyaan dekh rahe ho o
Dekh rahe ho
Aisa lagtaa hai
Tum banke baadal mere badan ko
Bhigoke mujeh chhed rahe ho o
Chhed rahe ho o.
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Kishore Kumar