Bhole bhale insano ka
Is dunia ke kam nahi
Koi na puche unko bhaiya
Jinke palle dam nahi
Bhole bhale insano ka
Is dunia ke kam nahi
Koi na puche unko bhaiya
Jinke palle dam nahi
Kyu kisi ke aage jhukna
Kyu kadam badha ke rukna
Mard wahi jo kabhi na teke
Kisi ke aage ghutna
Kyu kisi ke aage jhukna
Kyu kadam badha ke rukna
Mard wahi jo kabhi na teke
Kisi ke aage ghutna
Apne hi bajuo pe
Rakhna barosha pyare
Jisne himmat hari usko
Mila kabhi aaram nahi
Bhole bhale insano ka
Is dunia ke kam nahi
Koi na puche unko bhaiya
Jinke palle dam nahi
Ye bhole bhale mukhde
Ye chand ke najuk tukde
Pyar jatake kasme khake
Dete so so dukhde
Ye bhole bhale mukhde
Ye chand ke najuk tukde
Pyar jatake kasme khake
Dete so so dukhde
Dil na lagana inse
Daman bachana inse
Inke chakkar me fasna
Hai acha inzam nahi
Bhole bhale insano ka
Is dunia ke kam nahi
Koi na puche unko bhaiya
Jinke palle dam nahi
Bhole bhale insano ka
Is dunia ke kam nahi
Koi na puche unko bhaiya
Jinke palle dam nahi.
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi