Bhool ja bhool ja
Bhool ja jo dekhta hai
Jo hai dekha bhool jaye
Bhool ja jo dekhta hai
Jo hai dekha bhool jaye
Yaad rakh kar kya karega
Ye tamasha bhool ja
Yaad rakh kar kya karega
Ye tamasha bhool ja
Aab ki ru dad par
Kaisi khushi kaisa malal
Aab ki ru dad par
Kaisi khushi kaisa malal
Apni halat par ye hasna
Aur rona bhool ja
Apni halat par ye hasna
Aur rona bhool ja
Kya bharosha zindagi ke
Jhilmilate deep ka
Apne apne armano ki ye
Dunia basana bhool ja
Apne armano ki ye
Dunia basana bhool ja
Khud kadam uthenge tere
Apni manzil ki taraf
Khud kadam uthenge tere
Apni manzil ki taraf
Khud kadam uthenge tere
Apni manzil ki taraf
Bas chala chal is taraf
Tujhko jana bhool ja
Bas chala chal
Bhool ja jo dekhta hai
Jo hai dekha bhool jaye
Sawan ki rut aayi sajanwa
Sawan ki rut aayi
Sawan ki rut aayi sajanwa
Sawan ki rut aayi
Meri gali mein badal chaye
Meri gali mein badal chaye
Kunjan mor nachaye
Sawan ki rut aayi sajanwa
Sawan ki rut aayi
Sawan ki rut aayi sajanwa
Sawan ki rut aayi.
Mehtab, Surendra Nath
Surendra Nath
Mehtab, Surendra Nath
Amirbai Karnataki
Amirbai Karnataki
Surendra Nath
Asha Bhosle, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar
Hemlata (Lata Bhatt), Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Hemlata (Lata Bhatt), Mahendra Kapoor, Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Usha Timothy
Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Suman Kalyanpur
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)