Bina tumhare
Char kadam bhi
Chala nahi jaye
Bina tumhare ankho
Se kuch nazar
Nahi aaye
Bina tumhare
Kuch bhi humse
Kiya nahi jaye
Ek pal humse
Bina tumhare
Jiya nahi jaye
Jiya nahi jaye
Jiya nahi jaye
Jiya nahi jaye
Jiya nahi jaye
Bina tumhare char
Kadam bhi
Chala nahi jaye
Bina tumhare
Ankho se kuch nazar
Nahi aaye
Phool se khushbu
Juda kare tufa
Me dam ye kaha
Juda kare badal se bijali
Aisa kaha tufa
Phool se khushbu
Juda kare tufa
Me dam ye kaha
Juda kare badal se bijali
Aisa kaha tufa
Juda kabhi sagar se lehair
Ko kiya nahiĀ jaye
Ek pal humse bina tumhare
Raha nahi jaye
Jiya nahi jaye
Jiya nahi jaye jiya nahi jaye
Jiya nahi jaye
Bina tumhare
Char kadam bhi
Chala nahi jaye
Bina tumhare
Ankho se kuch nazar
Nahi aaye
Sans tumhari hi mere sine
Me palti hai
Preet humari
Ban ke lahu teri
Rago me chalti hai
Sans tumhari hi mere sine
Me palti hai
Preet humari ban ke lahu teri
Rago me chalti hai
Bina tumhare
Sans bhi humse
Liya nahi jaye
Ek pal humse
Bina tumhare
Jiya nahi jaye
Jiya nahi jaye
Jiya nahi jaye
Jiya nahi jaye
Jiya nahi jaye
Bina tumhare
Char kadam bhi
Chala nahi jaye
Bina tumhare
Ankho se kuch nazar
Nahi aaye
Bina tumhare
Kuch bhi humse
Kiya nahi jaye
Ek pal humse
Bina tumhare
Jiya nahi jaye
Jiya nahi jaye
Jiya nahi jaye
Jiya nahi jaye
Jiya nahi jaye.
Kumar Sanu
Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu
Asha Bhosle
Alka Yagnik
Alka Yagnik