Aag bahe teri rag mein
Tujhsa kahaan jag mein
Hai waqt ka tu hi to pehla pehar
Tu aankh jo khole to dhaaye kehar
Toh bolo har har har
Toh bolo har har har
Aadi na ant hai uska
Woh sabka na inka unka
Wohi hai maala
Wohi hai manka
Mast malang wo apni dhunn ka
Antar mantar tantar jaagi
Hai sarvatra ke swabhimaani
Mrityunjay hai maha vinaashi
Omkar hai isi ki vaani
Isi ki, isi ki, isi ki vaani
Isi ki, isi ki, isi ki vaani
Bhang dhatura bell ka patta
Teeno lok isi ki satta
Vish peekar bhi adig amar hai
Mahadev har har hai japta
Wohi shoonya hai wohi ikaai
Wohi shoonya hai wohi ikaai
Wohi shoonya hai wohi ikaai
Jiske bheetar basta shiva hai
*
Nagendra haraya trilochanaya
Basmanga ragaya maheswaraya
Nithyaya shudhaya digambaraya
Tasmai nakaraya namashivaya
Shiva trahimam
Shiva trahimam
Shiva rakshyamam
Shiva trahimam
Shiva trahimam
Mahadev ji trahimam
Sharnagatam
Tvam trahimam
Shiva rakshyamam
Shiva trahimam
Aankh moond kar dekh raha hai
Saath samay ke khel raha hai
Mahadev maha ekaki
Jiske liye jagat hai jhanki
Jata mein ganga
Chaand mukut hai
Somya kabhi kabhi bada vikat hai
Aag se jalna hai kailashi
Shakti jiski dard ki pyaasi
Hai pyaasi, haan pyaasi
Ram bhi uska, ravan uska
Jivan uska maran bhi uska
Taandav hai aur dhyan bhi woh
Agyaani ka gyaan bhi woh hai
Aankh teesri jab yeh khole
Hile dhara aur swarg bhi dole
Goonj uthe har disha kshitij mein
Naand usi ka bam bam bhole
Wahi soonye hai wahi ikaayi
Wahi soonye hai wahi ikaayi
Jiske bhitar basa shiva hai
Toh bolo har har har
Ja kar vinaash ja ja ke kailash
Ja kar vinaash ja ja ke kailash
Toh bolo har har har
Ja ja ke kailash ja kar vinaash
Ja ja ke kailash ja kar vinaash
Ja ja ke kailash ja kar vinaash
Yaksha swaroopaya jatta dharaya
Pinaka hasthathaya sanathanaya
Divyaya devaaya digambaraya
Tasmai yakaraya namashivaya.
Jasleen Kaur Royal
Kailash Kher
Jasleen Kaur Royal
Arijit Singh, Sunidhi Chauhan