Hui nahi subah
Par roshini hui zaroor hai
Soti jab duniya
Yahan jagne ka dastur hai
Yahan chalta nahi hai koi
Bas bhag rahe hain saale
Aur jo ruk gaya
Uska jeena fizul hai
Yeh hawaande
Chal thok dal
Sapne leke aate hai
Yahaan saaare
Kismat footi
Duniya looti haare
Kabhi kandhon
Pe yeh bithade
Kabhi tujhe yeh raunde
Bombay bombay
Pa ra ra ra pa
Bombay bombay
City of dreams
Bombay bombay
Pa ra ra rapa ra
Bombay bombay
City never sleeps
Bombay bombay
Pa ra ra rap pa
Bombay bombay
Badi hi hai dream cant get
Bombay bombay
Pa ra ra rapa ra
Local ki patri
Dhadkan iski
Chai ki capri
Mehfil iski
Raunak ki dekho
Yahan bharmar hai
Lamhon mein
Yahan salaon ki rafar hai
Har kone ke
Chehere hai yahan ware
Masti rang raliyon
Ke hai yeh maare
Yahan hawa mein
Hi nasha hai
Yahan nasheeli raahein
Bombay bombay
Pa ra ra ra pa
Bombay bombay
City of dreams
Bombay bombay
Pa ra ra rapa ra
Bombay bombay
City never sleeps
Bombay bombay
Pa ra ra rap pa
Bombay bombay
Badi hi hai
Dream cant get
Bombay bombay
Pa ra ra rapa ra
Chai pani
Sala yeh sehar bhi ajeeb hai
Jananat se dur par
Mannat ke kareeb hai
Mangata mehnat par
Chalta sirf naseeb hai
Building to sab bhahut
Solid hai yahan
Per risthon mein
Woh baat kahan
Aaaj idhar kal udhar
Kisko malum kal
Gujri raat kahan
Koi apna nahi koi saga nahi
Aisa kaun hai yahan
Jisko mili daga nahi
Bhuk se nahi hai maramari
Par khudarzi aur lachari
Phele kaun aage jaye
Teri ya meri gadi ayen.