Chaha hain tujhe chahenge
Saanso mein bas jaayenge,
Tujhe apna kuda banayenge
Abb dilabar yaar tujhase hoke juda,
Ik pal bhi na ham ji payenge
Chaha hai tujhe chahenge
Saanso mein bas jaayenge,
Tujhe apna kuda banayenge
Abb dilabar yaar tujhase hoke juda,
Ik pal bhi na hum ji payenge
Chaha hai tujhe chahenge
Saanso mein bas jaayenge
Badalenge log rut badalegi
Badalega yeh jamana
Duniya na bhul payegi
Teraa meraa fasaana
Ho nazaro ke samane rehana
Kabhi mujhse na door jana
Rab ko bhulana aasan hai
Mushkil hai tumhe bhulaana
Tere liye o mere sanam
Ham lenge sau sau janam
Tere liye o mere sanam
Ham lenge sau sau janam
Sadiyo talak havao mein
Gunjega yeh tarana
Abb dilabar yar tujhase hoke juda,
Ik pal bhi na ham ji payenge
Chaha hai, chaha hain
Tujhe chahenge, chahenge
Saanso mein, saanso mein
Bas jaayenge, bas jaayenge
Kushiya sabhi zamane ki
Main tujhpe sanam luta doon
Tere liye aye jane wafa main
Dono jahan bhula doon
Mahaki huyi baharo ko
Zulfo mein main teri saja doon
Kante chubhe na panvo mein
Rahon mein phool bichha doon
Aayega koyi bhi gham
Todenge na yeh kasam
Aayega koyi bhi gham
Todenge na yeh kasam
Aa dil ke aayine mein
Tujhe teri tasveer dikha doon
Abb dilabar yar tujhase hoke juda,
Ik pal bhi na ham ji payenge
Chaha hain tujhe chahenge
Saanso mein bas jaayenge,
Tujhe apna kuda banayenge
Chaha hain tujhe chahenge
Saanso mein bas jaayenge,
Tumhe apna kuda banayenge
Abb dilabar yar tujhase hoke juda,
Ik pal bhi na hum ji payenge
Chaha hain, chaha hai
Tujhe chahenge, chahenge
Saanso mein, saanso mein
Bas jaayenge, bas jaayenge.
Anuradha Paudwal, Vipin Sachdeva
Anuradha Paudwal, Hariharan
Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz
Anuradha Paudwal
Abhijeet Bhattacharya, Anuradha Paudwal
Anuradha Paudwal, Vipin Sachdeva
Anuradha Paudwal, Vipin Sachdeva