Haay daiyya uyi daiyyaa
Ho khatron se kitna kheli main
Ab tak kitani akeli thi main
Maidaan jeet ke tune piya
Mera dil ko bhi jeet liya
Chahe dushman bane zamana
Maine tujhse yaari karli
Chahe dushman bane zamana
Maine tujhse yaari karli
Koi daale boori nazar kya
Are aise jaiso ka dar kya
Ek mard ki biyyan dharli
Chahe dushman bane zamana
Maine tujhse yaari karli
Ho chahe dushman bane zamana
Maine tujhse yaari karli
Ho na mere jaisi dil ma re
Na tere jaisa diler yahaan
Kismat ne humko mila diya
Ab dil ke milan mein der kahaan
Darkaar hain kya kaliyon ki
Main dhool teri galiyon ki
Darkaar hain kya kaliyon ki
Main dhool teri galiyon ki
Piya maang mein apni bharli
Piya maang mein apni bharli haay re
Chahe dushman bane zamana
Maine tujhse yaari karli
Chahe dushman bane zamana
Maine tujhse yaari karli
Ho hai kasam mujhe mere rab ki
Teri hi banke rahoongi
Dil tune agar mera toda
Tere dar par jaan de dungi
Tu gabru main teri haseena
Tere saath hi mujhko jeena
Tu gabru main teri haseena
Tere saath hi mujhko jeena
Sau jaan se mujhpar marle
Sau jaan se tujhpar marle
Chahe dushman bane zamana
Maine tujhse yaari karli
Chahe dushman bane zamana
Maine tujhse yaari karli
Koi daale boori nazar kya
Are aise jaiso ka dar kya
Ek mard ki biyyan dharli
Chahe dushman bane zamana
Maine tujhse yaari karli
Ho chahe dushman bane zamana
Maine tujhse yaari karli.
Amit Kumar
Asha Bhosle, Mohammed Aziz
Asha Bhosle, Shabbir Kumar