Drr rr rr chal ri ameeran
Jhak jhak jhak jhak
Chal re fakeere
Pak pak pak pak
Dummak dummak
Jiki chaka jiki chaaka
Dheere dheere
Dirdi dirdi dirdi dirdi drr
Ameeran ko apne dhan pe
Gumaan aur fakeera
Fakeera mohabbat
Per deta hai jaan
Arre kaise karun
In dono ka mel
Aji hamko bataaye
Koi meharbaan
Ae jamuri koi nahin bataata
Kaise karun mel
To band kar de khel
Ae phir nahin milega paisa aisa
Haan fakeere se kehta hun
Ameeran ko manaaye haan haan
Danda le ke jaaye
Arre nahin nahin
Police aa jaaye to
Jail mein jaaye
Aur saari muhabbat
Yun hi reh jaaye
Phir kaise manaaye
Koi gaana gaaye haan gaaye
Achcha to fakeera gaata hai haan
Tumhaari duniyaa se
Hamaari duniya niraali hai
Tumhaare paas hai daulat
Tumhaare paas hai daulat
Hamaari jeb khaali hai
Duniya niraali hai
Niraali hai niraali hai
Waah waah madaari he he he he he
Dekhiye daulat jahaan bhi
Dekhiye khit pit fikren hazaar
Aji faayde nuksaan ka
Ma ma maaf karna
Nuksaan ka chadhhta
Rehta hai bukhaar haan
Ham gareebon ke jahaan mein
Kya khizaan aur kya bahaar
Ham gareebon ke jahaan mein
Kya khizaan aur kya bahaar
Gaate rehte hain gali mein
Mil gaye jo chaar yaar
Gaate rehte hain gali mein
Mil gaye jo chaar yaar
Mil gaye jo chaar yaar kya
Tumhaari duniya se
Hamaari duniya niraali hai
Tumhaare paas hai daulat ha
Tumhaare paas hai daulat ha
Hamaari jeb khaali hai
Duniya niraali hai
Niraali hai niraali hai
Kyun madaari maan gayi ameeran
Arre nahin maanti jamuri
To fakeera aur gaayen aur gaayen
Gala to mera phat’ta hai
Fakeere ke baap ka kya jaata hai.
Kishore Kumar, Shamshad Begum
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Kishore Kumar, Shamshad Begum
Asha Bhosle, Kishore Kumar