Chal soch le agar itna
Sochna hai
Toh soch le
Teri dhadkan meri
Pyaas bujhaye
Khote khote dum mil jaaye
Pila de re o saaqi re
Soch soch ke bura haal hai
Ye duniya ji kis pe khadi hai
Lagi moch na kone ghutne mein
Balki susure sar mein
Aji dhyan se dekho
Dhyan se bhaiya
Par itna naa dhyan lagana
Ki tere maathe ki shikan
Wahin reh jaaye re
Hai ji iss kalyug mein
Kafi ajeeb silsile
Main tujhe sadiyon
Se jaanta hu beta
Tu saala ghoorta rahega saala
Sochta rahega saala
Khatakta rahega saaqi re
Chal soch le jitna sochna hai
Utna soch le
Na agali na pichhli
Ye seedhi si baatein
Na kisi ko pyari na hamari
Inn shabdon ko jala de jala de
Ye pyara jhatka jor se laage
Dil mera bhaage
Dil mera bhaage re
O saaqi re
Jor jhagad ke kuchh bhi karke
Yaad rakhiyo mere ladke
Tera dimag nahi aasan
Hai ji iss kalyug mein
Kafi ajeeb silsile
Main tujhe sadiyon
Se jaanta hu beta
Tu saala ghoorta rahega saala
Sochta rahega saala
Khatakta rahega saaqi re
Seedhe saadhe poore aadhe
Tod ke rakh de saare waade
Jo hain bhoole
Bhatke aur thukraye
Reh na daayein
Aur naa baayein
Kabhi naa kabhi
Toh yaad aayein
Kabhi naa kabhi woh
Bhi yaad aayenge.
Imaad Shah, Rachel Varghese
Imaad Shah
Imaad Shah, Suman Shridhar
Imaad Shah