Chand ko banake
Chand ko banake
Tere mathe ki bindiya
Chand ko banake
Tere mathe ki bindiya
Mang me tere bhar ke sitare
Aa tujhe dulhan banadu
Aa tujhe dulhan banadu
Preet bhare
Preet bhare phoolo ke sehara banake
Preet bhare phoolo ke sehara banake
Gore gore mathe pe tere sajade
Aa tujhe dulha banadu
Chand ko banake
Tere mathe ki bindiya
Chand ko banake
Palko pe teri jo khwab saje hai
Aaj meri jan sach karke dihkaunga
Simte hai armaa jo dil mein tumhare
Unko hakikat ki duniya banaunga
Laz bhari
Laz bhari ankhiyo mein kajara lagake
Laz bhari ankhiyo mein kajara lagake
Taro bhari rat ki chunri udhake
Aa tujhe dulhan bana du
Aa tujhe dulhan bana du
Chand ko banake
Tere mathe ki bindiya
Chand ko banake
Tu meri aankho ka mitha hai sapna
Tu meri dhadkan ke taro ki sargum
Tujhse basi hai murado ki duniya
Tujhse hai jeevan mein
Nagmo ki cham cham
Tu meri aankho ka mitha hai sapna
Tu meri dhadkan ke taro ki sargum
Tujhse basi hai murado ki duniya
Tujhse hai jeevan mein
Nagmo ki cham cham
Dil ki umange
Dil ki umange sari tujhpe lutake
Dil ki umange sari tujhpe lutake
Gori gori baho ke har pahnake
Aa tujhe dulhan banadu
Aa tujhe dulhan banadu
Chand ko banake
Tere mathe ki bindiya
Chand ko banake
Tute kabhi na ye janmo ka bandhan
Kitne bhi aaye chahe waqt ke tufa
Mera nasib tu tera nasib main
Ab is duniya ka humko kya arma
Odh ke odh ke tujhe
Main ye zulfo ki chadar
Odh ke tujhe main ye zulfo ki chadar
Aankho ke darpan mein tujhko basake
Aa tujhe dil mein bithalu
Aa tujhe dil mein bithalu
Tere liye
Tere liye khusbu baharo se churake
Tere liye khusbu baharo se churake
Khusbu ko teri raho me bithake
Aa tujhe jannat dikhadu
Aa tujhe dil mein bithalu
Aa tujhe dil mein bithalu
Aa tujhe dil mein bithalu
Aa tujhe dil mein bithalu
Aa tujhe dil mein bithalu
Aa tujhe dil mein bithalu.
Chandrani Mukherjee, Dilraj Kaur
Anuradha Paudwal, K. J. Yesudas (Kattassery Joseph Yesudas)
K. J. Yesudas (Kattassery Joseph Yesudas)