Chand mein dekhu apna mukhda
Chand mein dekhu apna mukhda
Naino mein neel gagan dole
Naino mein neel gagan dole
Ho hoke magan mera man dole
Hoye mera tan dole
Chand mein dekhu apna mukhda
Chand mein dekhu apna mukhda
Baitha hua hai jogi koi dhul ramaye
Pahunchi hai pujaran waha
Dukh apna chhupaye
Aankhon mein aarti ki ek jyot jagaye
Ek jyot jagaye
Ho dekh tumhe mera man dole
Hoye mera tan dole
Chand mein dekhu apna mukhda
Chand mein dekhu apna mukhda
Sadhu hai koi ya koi mandir ka pujari
Aaya kisi ke dawar pe banke jo gujari
Lage nahi nirash hai kis soch mein nari
Kis soch mein nari
Ho dekh ke yeh mera man dole
Hoye mera tan dole
Chand mein dekhu apna mukhda
Chand mein dekhu apna mukhda
Naino mein neel gagan dole
Naino mein neel gagan dole
Ho hoke magan mera man dole
Hoye mera tan dole
Chand mein dekhu apna mukhda
Chand mein dekhu apna mukhda.
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Madhubala Zaveri, Mohammed Rafi