Chand re o re chand re
Chand re o re chand re
Iss chand mein hai yeh dag kyun
Shabnum mein hai ek aag kyun
Teri roshani kyun hai mand re
Chand re o re chand re
Chand re o re chand re
Iss chand mein hai yeh dag kyun
Shabnum mein hai ek aag kyun
Teri roshani kyun hai mand re
Chand re o re chand re
Chand re o re chand re
Phool toh hai murjhaya sa
Phir kya hai ghar gulshan hai kya
Phool toh hai murjhaya sa
Phir kya hai ghar gulshan hai kya
Dhul me mila kyun yeh phool hai
Ai khuda teri kya yeh bhul hai
Itane hai ghum itane sitam
Nanhi si hai yeh jan re
Chand re o re chand re
Chand re o re chand re
Kaisi mili hai yeh bebasi
Sab hoke bhi hai
Jaise kuchh nahi
Kaisi mili hai yeh bebasi
Sab hoke bhi hai
Jaise kuchh nahi
Ruh kaa meri yahi ang hai
Ai khuda isse bhi too rang de
Zara de khusi zara de hasin
Tune hi toh di hai yeh jan re
Chand re o re chand re
Chand re o re chand re
Iss chand mein hai yeh dag kyun
Shabnum mein hai ek aag kyun
Teri roshani kyun hai mand re
Chand re o re chand re
Chand re o re chand re.
Shaan
Sukhwinder Singh
Krishnan Nair Shantakumari Chitra (K.S. Chitra)
Shaan, Sunidhi Chauhan