Chand si mehbuba ho meri
Kab aisa maine socha tha
Han tum bilkul waisi ho
Jaisa maine socha tha
Chand si mehbuba ho meri
Kab aisa maine socha tha
Han tum bilkul waisi ho
Jaisa maine socha tha
Naa kasme hain naa rasme
Hain naa shikwe hain naa wade
Hain naa kasme hain naa rasme
Hain naa shikwe hain naa wade
Hain ek surat bholi bhali hai do
Naina sidhe sade hain
Do naina sidhe sade hain
Aisa hi rup khayalo me tha
Aisa maine socha tha
Han tum bilkul waisi ho
Jaisa maine socha tha
Meri khushiya hi naa bate
Mere gam bhi sehna chahe
Meri khushiya hi naa bate
Mere gam bhi sehna chahe
Dekhe naa khwab woh mehalo ke
Mere dil me rehna chahe
Mere dil me rehna chahe
Iss duniya me kaun tha aisa
Jaisa maine socha tha
Han tum bilkul waisi ho
Jaisa maine socha tha
Chand si mehbuba ho meri
Kab aisa maine socha tha
Han tum bilkul waisi ho
Jaisa maine socha tha
Han tum bilkul waisi ho
Jaisa maine socha tha.
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi, Usha Timothy
Lata Mangeshkar