Laakhon mein hazaron mein hai mera mehboob
Chand sitaron mein hai mera mehboob
Laakhon mein hazaron mein hai mera mehboob
Chand sitaron mein hai mera mehboob
Uski woh chaal tauba range jamaal tauba
Are apna ye haal tauba tauba tauba tauba tauba
Laakhon mein hazaron mein hai mera mehboob
Chand sitaron mein hai mera mehboob
Laakhon mein hazaron mein hai mera mehboob
Chand sitaron mein hai mera mehboob
Pehle kabhi dekhi nahi aisi woh bahaar
Pehle kabhi dekhi nahi aisi woh bahaar
Dil mera aahi gaya ho hi gaya pyar
Aankhon mein sawaal tauba
Rangat gulaab tauba
Are aashiq be haal tauab tauba tauba tauba tauba
Laakhon mein hazaron mein hai mera mehboob
Chand sitaron mein hai mera mehboob
Laakhon mein hazaron mein hai mera mehboob
Chand sitaron mein hai mera mehboob
Yeh prem pyar bada kathin yaar
Bachcho ka khel samjho na yaar
Yeh prem pyar bada kathin yaar
Bachcho ka khel samjho na yaar
Aaye gaye kitane hazaar
Pahuchat nahi dariya ke paar
Yeh prem pyar bada kathin yaar
Bachcho ka khel samjho na yaar
Oo mohabbat na chhodu zamane ko chhodu
Oo mohabbat na chhodu zamane ko chhodu
Mohabbat mein apne begane ko chhodo
Mohabbat na chhodu zamane ko chhodu
Mohabbat na chhodu zamane ko chhodu
Mohabbat falak hai mohabbat zameen hai
Mohabbat nahi hai to kuchh bhi nahi hai
Mohabbat na chhodu zamane ko chhodu
Mohabbat na chhodu zamane ko chhodu
Ye to hallu ye to hallu ye to hallu
Ye to hallu levat hai jaan jaan jaan
Tu is se bhaag le aye nadaan naadaan
Mann ko sambhal kehna maan
Kiya jisne pyar boora uska haal
Ye to hallu levat hai jaan jaan jaan
Mohabbat ka anjaam kuchh bhi ho chahe
Ye chahat ka anjaam kuchh bhi ho chahe
Main jinda raha toh mohabbat karunga
Main jinda raha toh mohabbat karunga
Main mar bhi gaya toh mohabbat karunga
Laakhon mein hazaron mein hai mera mehboob
Chand sitaron mein hai mera mehboob
Laakhon mein hazaron mein hai mera mehboob
Chand sitaron mein hai mera mehboob.
Alka Yagnik, Udit Narayan
Alka Yagnik, Udit Narayan
Alka Yagnik, Udit Narayan
Hariharan, Vinod Rathod
Vinod Rathod