Chhat Ke Upar Do Kabutar - Dil Hi To Hai lyrics | Dil Hi To Hai - Chhat Ke Upar Do Kabutar lyrics

Chhat Ke Upar Do Kabutar is a hindi song from the 1992 movie Dil Hi To Hai. Chhat Ke Upar Do Kabutar singers are Manhar Udhas, Sagarika Mukherjee, Sonali Vajpayee, Sudesh Bhonsle. Chhat Ke Upar Do Kabutar composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) and Chhat Ke Upar Do Kabutar lyricist or song writer is Anand Bakshi. Chhat Ke Upar Do Kabutar music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Chhat Ke Upar Do Kabutar features Jackie Shroff, Divya Bharti, Shilpa Shirodkar, Amjad Khan, Kader Khan, Gulshan Grover, Raza Murad, Sudhir Pandey. Chhat Ke Upar Do Kabutar director is and the producer is . The audio of Chhat Ke Upar Do Kabutar song was released on 1st January, 1992 by Tips Music. Chhat Ke Upar Do Kabutar YouTube video song can be watched above.


If you want to be
What you want to be
Be what you want to be
And what you want to be
Belive what you want to be
Matlab…dekh..kabutar


Chhat ke upar do kabutar
Chhat ke upar do kabutar
Niche main aur tu tu tur tu
Naam badal ham apna to
Ho jaye jadu
Tu ban jaye main
Main ban jau tu
Tu ban jaye main
Main ban jau tu
Chhat ke upar do kabutar
Chhat ke upar do kabutar
Niche main aur tu tu tur tu
Naam badal ham apna to
Ho jaye jadu
Tu ban jaye main
Main ban jau tu
Tu ban jaye main
Main ban jau tu
Chhat ke upar do kabutar


Tash ke hum do patte
Ek badshah ek ghulam
Tash ke ham do patte
Ek badshah ek ghulam
Surat murat ek hamari
Sirf alag hai naam
O is tasveer ki jagah pe
Rakh doon main apni tasveer
Aur badal jaye pyare
Ham dono ki takdeer
Chand bala kaise ban
Sakta hain koi jugnu
Chhat ke upar do kabutar
Chhat ke upar do kabutar
Niche main aur tu tu tur tu
Naam badal ham apna to
Ho jaye jadu


Meri tara chalna
Hasna gana sikh le
Meri tara chalna
Hasna gana sikh le
O busdil talvar chalana sikh le
Talwar talwar to maine
Aaj tak nahi chalai
Kaam sare vo karna
Jo ham sab karte hai
Sab chodo bhaiya
Pehle mujhe ye batao
Pyar kisi se ho jaye to
Pyar kaise karte
O pehle bate karte do
Char mulakate harte hai
Haath pakad ke
Kehte hain i love you
Chhat ke upar do kabutar
Chhat ke upar do kabutar
Niche main aur tu tu tur tu
Naam badal ham apna to
Ho jaye jadu
Tu ban jaye main
Main ban jau tu
Tu ban jaye main
Main ban jau tu, kyu babu
Chhat ke upar do kabutar
Chhat ke upar do kabutar
Tu tu turu turu tu
Chhat ke upar do kabutar
Chhat ke upar do kabutar
Tu tu tur tu.



Movie/album: Dil Hi To Hai
Singers: Manhar Udhas, Sagarika Mukherjee, Sonali Vajpayee, Sudesh Bhonsle
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label: Tips Music
Starring: Jackie Shroff, Divya Bharti, Shilpa Shirodkar, Amjad Khan, Kader Khan, Gulshan Grover, Raza Murad, Sudhir Pandey
Release on: 1st January, 1992
1. Who is the music director of the song Chhat Ke Upar Do Kabutar
Ans: Chhat Ke Upar Do Kabutar song music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
2. Who is/are the singer/singers of the song Chhat Ke Upar Do Kabutar
Ans: Chhat Ke Upar Do Kabutar song singers are Manhar Udhas, Sagarika Mukherjee, Sonali Vajpayee, Sudesh Bhonsle
3. Who is the Composer of the song Chhat Ke Upar Do Kabutar
Ans: Chhat Ke Upar Do Kabutar song composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
4. Who is the Lyricist of the song Chhat Ke Upar Do Kabutar
Ans: Chhat Ke Upar Do Kabutar song lyricist is Anand Bakshi
5. What is the movie of the song Chhat Ke Upar Do Kabutar
Ans: Chhat Ke Upar Do Kabutar song is from Dil Hi To Hai
6. Who wrote the song Chhat Ke Upar Do Kabutar
Ans: Chhat Ke Upar Do Kabutar song is written by Anand Bakshi

Find other songs in - Dil Hi To Hai

1
Parda Uthe Salaam Ho Jaaye

Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

2
Dil Jo Bhi Kahega Maanenge

Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

3
Tumhari Mast Nazar

Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

4
Gusse Men Jo Nikharaa

Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

5
Raaz Ki Baat Hai

Asha Bhosle

6
Bhule Se Mohabbat Kar Baithaa

Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

7
Yun Hi Dil Ne Chaha Tha

Suman Kalyanpur

8
Chura Le Naa Tumako Ye Mausam

Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Suman Kalyanpur

9
Laga Chunari Mein Daag

Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

10
Tum Agar Mujhko Na Chaho

Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

11
Ek Ladki Ka Main Deewana

Mukul Agarwal, Sudesh Bhonsle

12
Dil Hi To Hai Aagaya

Alka Yagnik, Mohammed Aziz

13
Sahiba O Sahiba

Alka Yagnik, Amit Kumar, Sudesh Bhonsle

14
Meri Chudiya Baje

Lata Mangeshkar