Chhed mere humraahi geet koi aisa
Aaaa aaaa aaaa
Chhed mere humraahi geet koi aisa
Chhed mere humraahi geet koi aisa
Umr bhar hum jisse gungunaate rahen
Chhed mere humraahi geet koi aisa
Chhed mere humraahi geet koi aisa
Umr bhar hum jisse gungunaate rahen
Chhed mere humraahi
Milke na bichhdenge
Ye dil ye pal ye aankhen
Ye dil ye pal ye aankhen
Aake naa jaayen ,
Ye rut ye din ye raaten
Ye rut ye din ye raaten
Mausam baagon mein aate jaate rahen
Chhed mere humraahi geet koi aisa
Umr bhar hum jisse gungunaate rahen
Chhed mere humraahi
Peechhe reh jaayen jeewan
Ki sab seemaayien
Jeevan ki sab seemaayien
Aisi masti mein hum bas chalte hi jaayein
Hum bas chalthe hi jaayein
Raahon pe kadam dagmagaathe rahein
Chhed mere humraahi geet koi aisa
Umr bhar hum jisse gungunaate rahen
Chhed mere humraahi
Tan ik deepak hai
Saans hai deepak ki baati
Saans hai deepak ki baati
Hum dono ke dil banke
Taare o saathi banke taare o saathi
Kaali raaton mein jagmagaate rahein
Chhed mere humraahi geet koi aisa
Umr bhar hum jisse gungunaate rahen
Chhed mere humraahi geet koi aisa
Chhed mere humraahi.
Lakshmi Shankar, Sunder
Kishore Kumar, Shamshad Begum
Kishore Kumar, Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lakshmi Shankar, Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar
Kishore Kumar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Hemlata (Lata Bhatt), Kishore Kumar